Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2017

WhatsApp Discussion Series 44: 'Ojas-discussion' by Dr. D.C. Katoch, Prof. Ramakant Chulet, Dr. Pawan Madaan, Dr. Anupama Patra, Dr. Pankaj Chhayani, Prof. KSR Prasad, Dr. B.K. Mishra, Dr. Arvind Aggarwal and Others.

[5/27, 20:58] Dr Mitesh:  Kya hum log HIV ki comparison rajyaxma se kar skte he ya nahi ? Plz is bat par apni ray de ! [5/27, 21:00] Trivendra Sharma Jpr:  Nahin  karsakerajyakshma na TB hai na he HIV  ! TB is kshayaj kaas, not rajyakshma . Rajyakshma apne aap mein sankraman janya vyadhi nahin hain, rajyakshma ka he rogi jab sankramit ho jaata hai tab vo kshayaj kaas / TB ka rogi ho jaata hai Rajyakshma ki pravriddhavastha mein he immunity down hone pr  TB / kshayaj kaas hoti hai. [5/27, 21:06] Bharat Padhar Vd:  Shosh is the aupasargic rog according to Sushrut Acharya. [5/27, 21:11] Trivendra Sharma Jpr:  According to sushrut shosh-  sukra kshaya janya,  vriddhavaatha janya,  vyayayam janya, vrin janya,  urah-kshat janya.   Lekin sabhi shosh aupsargik nahin hai, vann-urah kahat mein infection hota  hai, lekin Baki mein nahin, esliye likha hai, vyayam  Aur vriddh etc k shosh mein upsarg nahin hai [5